Tuesday, 30 December 2014

Jild

Khubsurat jild shakhsiyat ko badl deti hai sub se ahm chiz jild hai agr jild achi ho gi to makeup acha
ho ga jild teen qism ki hoti hai.
1.Normal jild
2.Chikni jild
3.Khushk jild
1.Khushk jild k liye aasan  tip yeh hai k cold cream istimal karain.
2.Thora sa roghne badam mila kar chehry ki malish karain.
3.Jild ko thek rakhne k liye khub pani piya karan apni ghiza main taza fruits aur sabzion ka istimal karain
4.Raat ko sonay say pehlay chehray per leemoo arq-e-gulab aur glasreen ka mila kar lagaiy khshk jild ho tou ballai ka lape lagaiy.
5.Gajar tammater  aalou seib kinoo ke chilkay ka paste haftay main do baar istimal karain.
6.Dhodh aik hahalka bleach hai yeh khushk ke liye acha hai.

No comments:

Post a Comment